Haines 公开
[search 0]
更多
Download the App!
show episodes
 
Kya aapki bhi ichha hai, bharat ke Pavitra teerthsthalon ke darshan karne ki? To taiyaar ho jaaiye ek anokhi audio teerthyatra ke liye...bas headphones lagaaiye aur chaliye Vaishno Devi, Kedarnath, Ujjain Mahakal, Kashi Vishwanath, Dwarakadhish aur Rameshwaram ki pavitra bhumi par aur mann ki aankhon se darshan kijiye apne isht ke. Live Bhagwan prastut karte hain - Teertham – ek audio Teerth Yatra! https://livebhagwan.com/teertham.php Produced by MnM Talkies (https://www.instagram.com/mnmtal ...
  continue reading
 
Artwork

1
Complete Panchatantra : Pehla Tantra (Mitrabhed)

Audio Pitara by Channel176 Productions

Unsubscribe
Unsubscribe
每月
 
Prastut karte hain “Sampoorna Panchtantra” jo ki likhi gayi hai bahut hi mashoor lekhak “Vishnu Sharma” ke dwara, aur jismein aawaz diya hai “Rhicha Vyas” ne. Toh taiyaar ho jaiye ek jadui yatra ke liye jahan hain bahut sari interesting kahaniyan, aur sath hi sath gyan aur manoranjan bhi. Toh der kis baat ki,abhi shuru kariye sunana “Sampoorn Panchatantra” sirf “Audio Pitara” par sunana zaroori hai. #audiopitara #sunnazaroorihai #panchatantra #stories #magical #characters #knowledge #enterta ...
  continue reading
 
Artwork

1
Maila Aanchal by Phanishwar Nath Renu

Audio Pitara by Channel176 Productions

Unsubscribe
Unsubscribe
每月
 
Hum lekar aaye hain aap logon ke liye ek bahut hi khaas audio series jo ki inspired hai “Maila Aanchal” upanyas se jiske lekhak hai “Phanishwar Nath Renu”. Aaiye samajhte hain gaon ki kathinaiyon, gareebi, zamindari pratha ke bare mein vistaar se Depak Yadav ke aawaz mein.Toh der kis baat ki shuru kariye sunana “Maila Anchal” sirf “Audio Pitara” par. #audiopitara #sunnazaroorihai #audio #series #rural #life #poverty #zamindari #system #mailaaanchal #books #society #culture #history
  continue reading
 
Artwork

1
Namastey India

Anurag & Shivam

Unsubscribe
Unsubscribe
每月
 
Namastey India! Kaise hain aap log? Unapologetic, Raw and Opinionated! That's what this show is all about. Koi bhi topic chota nhi koi bhi topic bada nhi. Sab cover karenge yaha aur karenge baatein India ki, apne style me. Har shaam leke aayenge ek aisi khabar jisne sabse zyada impact kia hamare desh ko. Stay tuned, and subscribe for regular updates!
  continue reading
 
Artwork

1
Kankal by Jaishankar Prasad

Audio Pitara by Channel176 Productions

Unsubscribe
Unsubscribe
每月
 
Iss baar hum lekar aaye hain aapke liye bahut hi interesting audio series “Kankaal” jo ki likha gaya hai bahut hi vikhyaat kavi aur lekhak “Jaishankar Prasad” ke dwara. Jaha aap jaan payenge “jhoote dram abhimaan” aur “maanvi mulyon” ke baare mein, aur saath hi saath samjhenge “Gramin Jeevan” ke bare mein.Toh abhi shuru kare sunana iss interesting audiobook ko sirf “Audio Pitara” par. Stay Updated on our shows at audiopitara.com and follow us on Instagram and YouTube @audiopitara Credits - A ...
  continue reading
 
Artwork

1
Pratinidhi Kahaniyan : Ismat Chugtai

Audio Pitara by Channel176 Productions

Unsubscribe
Unsubscribe
每月
 
Paish hai aapke liye brand new series ‘’Pratinidhi kahaniyan’’ jo likhi gayi hain ek bahut hi jaani-maani lekhika, upanyaskar,aur bahut hi achhi film nirmata Ismat Chugtai dwara. Iss series main honge 14 interesting episodes jisme aap janenge muslim dharm ke bare main,lekhika ke jeewan ke baare main aur bhi bahut kuch khaas, toh rukna kisliye? Shuru kariye sari sunana or janiye Ismat Chugtai ke bare main sirf ‘’Audio Pitara’’ par. Stay Updated on our shows at audiopitara.com and follow us on ...
  continue reading
 
Kai prem kahaniyan sunte aaye hain hum ab tak lekin jisse aap sambhawatah is srishti ki pratham prem kahaani kah sakte hain Wo hai Shiv aur Shakti ki Prem Katha…. Prem, samarpan, virah, peeda, tapasya, pareeksha, pratigya jaise jaane kitne bhaavon ko sametein Shiv aur Shakti ke ek doosre mein samahit hokar ardhnareeshwar swaroop tak pahunchne ki is yatra ne srishti ke har prani ke liye prem ka sabse mahantam, sabse pawitra aur adarsh roop prastut kiya Shiv aur Shakti ki isi prem kahani ko le ...
  continue reading
 
“Gajabpur Ke Karare Kisse” ek aisa show jismein Gajabpur naam ke Gaon ki, aur wahan rehne waale logon ki kahaniyan hain. Gajabpur gaon ke logon ki zindagi asaan nahin hai, kyunki unke saamne aane wali situation aam nahin . Lekin jis tarike se Gajabpur ke log inn halaaton se nipatte hain, vo yahan ke logon aur unki kahaniyon ko bana deta hai ek dum khaas. Iss show ke Writer hai Vinay Baghela. Aapko yeh show kaisa laga ye comment karke humein zaroor batayein aur aapke doston ke saath zyada se ...
  continue reading
 
"Raghupati Raghav Raja Ram" ek aisa bhajan jo ki hum sab apne bachpan se hi sunte aa rahe hain. Ek aisa bhajan jo shri Ram ji ki mahima aur pooja ko samarpit hai. Iss bhajan mein bhagwan ke vibhinn naamon ke baare mein bataya gaya hai, aur unke mahima ka gungaan kiya gaya hai. Toh abhi shuru kariye sunana ye powerful bhajan aur paiye har prakar ke dukh aur pareshaniyon se mukti sirf "AudioPitara" par. Audio Credits : - Singer : Ishita Gadariya Music : VSN Tiwari Recored by : Nikul Sabalpara ...
  continue reading
 
Aaiye yahan har hafte, aur suniye darr ka ek naya afsaana. Duur daraaz ke gaanvon, ghane jungalon aur sunsaan haveliyon mein nahin, kuch bhoot-bhootniyaan rehte hain shehari ilaakon mein. Cafes, gharon, aur galiyon-mohallon mein rehte hain vo – insaanon ke saath, unke aas-paas. Aur jab jab in bhooton ka insaanon se saamna hota hai, tab tab banti hai ek daravani, khatarnak, aur rooh kanpa dene wali – Bhoot Bhulaiya. "Bhoot Bhulaiya", Jatin Bhasin ke Viral Tweets par aadhaarit ek Hindi Podcast ...
  continue reading
 
Swagat hai aapka humare finance investment show “Chedilal Ghar Jode” mein. Yeh show mein Retire Chedilal apne aas paas ke logo ko unsuni investment scheme batate hain, jisse log usse apply karke apna nuksaan bachate hai. Kuch aisi aisi scheme iss show mein batayi gayi hai jisse aap sabhi sunkar shock ho jayenge aur apni investment planning ke bare mein zaroor sochenge, toh der kis baat ki dosto abhi jakar suniye “Chedilal Ghar Jode” jiske writer hai Sachin Kumar Srivastava. Iss show ko apne ...
  continue reading
 
बालगीत हो या पंचतंत्र की कहानियाँ, मशहूर शायरों के ग़ज़ल-ए- कलाम हो या कवियों की काव्यंजलियां, सामाजिक किस्से हो या दादी-नानी की कहानियाँ, कुछ सुनी और अनसुनी कृतियों के साथ आते रहेंगे हर बार करते रहेंगे PODCASTS, Spotify से आशुतोष का सलाम-ए-नमस्कार....
  continue reading
 
Red Murga is one of the most sought after humour segment on radio where Praveen takes ‘supari’ from listeners and make a murga out of people. He irritates and nags the victim of the day till they get fed-up and are about to bang their heads. This segment takes entertainment to a different level as Praveen is known to be a prankster.
  continue reading
 
Loading …
show series
 
Jiske sansthapak hain, swayam Prabhu Shri Ram, aisa anokha hai Mahadev ka ye dham "Rameshwaram". Tamilnadu ke samudra tat par upasthit ye divya sthal, jaha, se shuru hua Ramsetu ka nirman aur jaha se shuru ki Prabhu Ram ne Lanka par chadhai. Kahte hain ki Rameshwaram ke darshan karne se “Brahmahatya” jaise paapon se bhi mukti mil jaati hai. Toh der…
  continue reading
 
Himalay ki ghatiyon mei basa, Mahadev ka anokha dham, Kedarnath. Jiske nirman ki kahani judi hai Mahabharat kaal mein Pandavon se aur jiske darshan maatra se, sanchar hota hai aantarik man mei ek divya urja ka. To der kis baat ki, Mahadev ke iss pavitra dham ki teerthyatra kariye ghar baithe baithe.Bas headphones lagaaiye aur iss divya yatra mei aa…
  continue reading
 
Kehte hain ki Kashi Vishwanath ke darshan karne se, sabhi paapon se mukti milti hai!Ganga kinare basa, Vishwa ke sabse pracheen shaharon mei se ek, Kashi, jo hai bhagwan shiv ki priy nagri aur jaha upasthit hai mahadev, divya jyotirlinga ke roop mei. To chaliye, moksha ka dwar kahe jaane wale iss anokhe nagar ki teerthyatra par, wo bhi ghar baithe …
  continue reading
 
Taiyar ho jaaiye ek anokhi teerthyatra ke liye! Kehta hai Bhagwan Dwarkadheesh ke darshan karne se ek sakaratmak urja milti hai aur sabhi manokamnayein puri hoti hain. Gujrat ke arab sagar par basi Bhagwan Shri Krishna ki nagri, Dwarka, jaha upasthit hain Bhagwan Dwarkadheesh apne Sampoorna kutumb ke sath. Toh Chaliye teerthyatra ke liye, jaha aap …
  continue reading
 
Kya aapki bhi ichha hai Vaishno Devi mata rani ke darshan ki? To samjhiye mata ka bulava aa gaya!!! Ji haa, Trikut parvat ki ghatiyon mei virajman mata vaishno devi, jo karti hain apne bhakto ki manokamnayein puri. Teertham ke iss episode mein aap ghar baithe baithe karenge Vaishno Devi ke darshan, bas headphones lagaaiye aur mata ke bhawan ki iss …
  continue reading
 
Kya aapki bhi ichha hai Ujjain ja kar Mahakal ke darshan karne ki? Rajadhiraj, Bhooteshwar, Mahakal, jo hain Ujjain mein virajman...Kaha jata hai ki jo bhi ek baar Mahakal darshan ke kar le, wo kabhi bhi akal mrityu ko prapt nahi hota. To taiyaar ho jaaiye ek anokhi audio teerthyatra ke liye jaha ghar baithe baithe karenge aap mahakaal ke darshan, …
  continue reading
 
Kya aapki bhi ichha hai, Bharat ke Pavitra teerthsthalon ke darshan karne ki? Kya aap taiyaar hain ek anokhi audio teerthyatra ke liye? To bas headphones lagaaiye aur chaliye Vaishno Devi, Kedarnath, Ujjain Mahakal, Kashi Vishwanath, Dwarakadhish aur Rameshwaram ki pavitra bhumi par aur man ki aankho se darshan kijiye apne isht ke. Live Bhagwan pra…
  continue reading
 
Aap Akele Nahi Hain Description: Have you ever felt a presence in your home, even when you're alone? Have you heard whispers in the night, or sensed a chilling draft when there's no open window? In this spine-chilling podcast, we delve into the terrifying tales of people who claim to be sharing their lives with unseen entities. Join us as we explor…
  continue reading
 
'The Weeping Night', a chilling mystery, that has captivated locals for generations. Vaibhav, a young and determined investigator, is on the brink of unraveling this centuries-old enigma. However, his quest for answers might lead him down a dark and dangerous path. As he delves deeper into the mystery, Vaibhav discovers a horrifying truth that coul…
  continue reading
 
उस जगह रात रोती है... और जब रात रोती है तो फिर...The night wails there... and when the night wails, then... Description: Nestled in the heart of a quaint Indian village, a chilling mystery unfolds. Once in years, a haunting cry echoes through the peaceful night, leaving the villagers petrified. The source of this eerie wail remains a baffling enigm…
  continue reading
 
लक्ष्मी ने अपनी आँखें बंद कर लीं, और जब कुछ क्षण बाद उन्होंने उन्हें फिर से खोला, तो वो चिंतित थीं। "वैकुंठ समृद्धि का स्रोत है, किन्तु आप भूल रहे हैं महादेव सती ही सभी भौतिक अस्तित्व का कारण हैं। उनके बिना, न कोई समृद्धि का स्रोत है कइँती जन है और न ही भोजन के कोई बीज या स्रोत। उन्होंने न केवल स्वयं को अपितु अपनी सारी शक्तियों को भी वापस ले लिया ह…
  continue reading
 
राजवीर और उसके फ्लैटमेट्स के साथ ऐसा क्या हुआ, कि...... फ्लैटमेट्स 'वो कहानियां ।। सीजन-03 ।। आपबीती' पर पहली कहानी #vokahaaniyan, #horror #scary #hindi #hindihorror #horrorkahaniyan
  continue reading
 
His reflection in mirror is telling him to do something...आईने में उसका प्रतिबिम्ब उसे कुछ करने को कह रहा था... Instagram @deepakmedatwal @vokahaaniyan #horror #paranormal #vokahaaniyan #hindihorror #mystery #suspense #scary #spookystories #fear #fearfiles #hindistories #tophindipodcast #hindipodcast #horrorpodcast #podcast #horrormovies #horrorfan…
  continue reading
 
His reflection in mirror is telling him to do something...आईने में उसका प्रतिबिम्ब उसे कुछ करने को कह रहा था... Instagram @deepakmedatwal @vokahaaniyan #horror #paranormal #vokahaaniyan #hindihorror #mystery #suspense #scary #spookystories #fear #fearfiles #hindistories #tophindipodcast #hindipodcast #horrorpodcast #podcast #horrormovies #horrorfan…
  continue reading
 
There was someone, who was waiting for Rohan... आईने के अंदर कोई था, जो रोहन का इंतजार कर रहा था... Instagram @deepakmedatwal @vokahaaniyan #horror #paranormal #vokahaaniyan #hindihorror #mystery #suspense #scary #spookystories #fear #fearfiles #hindistories #tophindipodcast #hindipodcast
  continue reading
 
Sanjeev aur Sneha apni wedding anniversary celebrate karne Mussoorie aye the jahan accidentally Sneha ki, gehri khayi mein girne se, maut ho gayi. Jab Sneha ki body ko recover kiya gaya toh Sanjeev yeh dekh kar shocked reh gaya ki woh chehra Sneha ka nahi tha! Body Sneha ki thi, magar chehra badal chuka tha! Aaj se pahle Sanjeev ne ye chehra kabhi …
  continue reading
 
Akhil apne father ke sath Shimla gaya, apne achanak gayab hue tau ji, Col. Verma ko dhundhne. Unke farm house par Akhil ko ek purana bekar non-functional walkie talkie mila, magar phir bhi raat ko us par koi call karta tha. Baad mein pata chala Col. Verma bhi us walkie talkie par kisi se baat kiya karte the. Magar yeh kaise possible tha? Kya Col. V…
  continue reading
 
Suhana apne childhood friend Syed se shaadi kar unki purani khandani haveli mein rahane aa gayi, jise Syed ki ek interior designer friend Rubina ne renovate kiya tha. Suhana ka woh sapnon ka ghar, uske liye nightmare ban gaya, jab use har jagah Rubina ki presence feel hone lagi jabki Rubina wahan nahi thi ! Kyon hota tha aisa… Kya thi Rubina ki mys…
  continue reading
 
Loading …

快速参考指南